• Ek Andha Safar Hai Ye

  • Dec 31 2024
  • Length: 3 mins
  • Podcast

  • Summary

  • Ye ek naya stanza kaha tha maine aur priya ne apni aawaaz mein piro diya . Aaj is saal ka aakhiri din hai .. aur ye kitna munaasib hai ye kehna aur mehsoos karna ki YE EK ANDHA SAFAR HI TOH HAI .. Har roz ek bujhte din ko apne badan se utaar kar rakhte jaate hain .. EK ANDHA SAFAR HAI YE KABHI RAAT TOH HONI HAI YE KHEL HAI SAANSON KA YAHAAN MAAT TOH HONI HAI YE JISM KI MITTI BHI EK DIN BIK JAANI HAI ZINDAGI AUR KUCHH BHI NAHIN TERI MERI KAHAANI HAI EK PYAAR KA NAGHMA HAI aawaaz : Priya kashyap bol : Soz Shukriya .
    Show more Show less

What listeners say about Ek Andha Safar Hai Ye

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.