Empires (In Hindi) Podcast Por 1 Up Media & OfSpin Media Friends arte de portada

Empires (In Hindi)

Empires (In Hindi)

De: 1 Up Media & OfSpin Media Friends
Escúchala gratis

Acerca de esta escucha

Agar aapko Business Wars pasand hai, to Empires bhi zaroor pasand aayega! Asia ke sabse safal businesses ke itihaas ko gehrai se janiye. Suniye Samsung, Titan aur Chareon Pokphand jaise businesses ki dilchasp kahaaniyan.

Empires: Asia ki sabse badi companies ke parde ke peeche ka safar.

1UP Media se judein: https://www.linkedin.com/in/guang-jin/
OfSpin Media Friends se judein: https://ofspin.com/

Hamari series ko sponsor kiya hai AlphaSense ne. Expert analyst reports ki asaan access payen, Gen-AI ki sahi aur bharosemand summary ke saath – bina kisi galti ke.
Free trial: https://www.alpha-sense.com/trial-request/

Disclaimer:
Yeh show research par aadharit hai, lekin ise natakiy roop se prastut aur kalpit kiya gaya hai. Yeh itihasik roop se sahi hone ka dawa nahi karta aur na hi kisi vyakti, sanstha, jaati, samuday, dharm ya mazhab ko badnaam ya apmaanit karne ka irada rakhta hai. Yeh show dhumrapan, sharab peene ya kisi bhi prakar ke padarth priyog ko badhava nahi deta. Srotagano se apne vivek ka priyog karne ki salaah di jaati hai.

Is show mein jin companies ka ullekh kiya gaya hai, unke prati hamari puri shraddha hai. Yeh show achhi niyat se banaya gaya hai, aur kisi bhi company ka apmaan karne ka iska uddeshya nahi hai. Yadi kisi company ko apni kahani ke prastav se koi aapatti ho, toh hum unki chintaon ko dhyan se sunne aur zarurat padne par content ko sudharne ya hataane ke liye taiyaar hain.

Episodios
  • Empire: An Asian Business Podcast | Trailer
    Jul 8 2025

    See omnystudio.com/listener for privacy information.

    Más Menos
    1 m
  • Alpha Sense Kya Hai?
    Jul 9 2025

    Podcast shuru karne se pehle, ek chhota sa shoutout hamare naye sponsor, AlphaSense ke liye.

    Yeh ek AI-powered market intelligence platform hai jo S&P 100 ke 85 percent companies ke dwara use kiya jaata hai. Is show ko banane ke liye humne filings, reports, aur news ko scan kiya, phir usse AI ke through story banai. AlphaSense ne yeh sab bahut hi tezi aur smartness ke saath kiya. Isi liye hum bhi ise apne kayi shows ke liye use karte hain.

    Agar aapko ek aisa ChatGPT chahiye jo consultants, strategists, aur traders ke liye bana ho, toh Alpha Sense ko chuniye.

    See omnystudio.com/listener for privacy information.

    Más Menos
    2 m
  • Titan | Yahi Waqt Tha | 1/5
    Jul 9 2025

    Kya aap jaante hai ki kaise Xerxes Desai ne Ghadiyon ki duniya mein kranti laane ka sangarsh kiya. kaise Unhone sirf Titan ko hi nahi Bhartiye watch industry ko is mukaam par pahuchaya?

    1UP Media se judein: https://www.linkedin.com/in/guang-jin/
    OfSpin Media Friends se judein: https://ofspin.com/

    Disclaimer:
    Yeh show research par aadharit hai, lekin ise natakiy roop se prastut aur kalpit kiya gaya hai. Yeh itihasik roop se sahi hone ka dawa nahi karta aur na hi kisi vyakti, sanstha, jaati, samuday, dharm ya mazhab ko badnaam ya apmaanit karne ka irada rakhta hai. Yeh show dhumrapan, sharab peene ya kisi bhi prakar ke padarth priyog ko badhava nahi deta. Srotagano se apne vivek ka priyog karne ki salaah di jaati hai.

    Is show mein jin companies ka ullekh kiya gaya hai, unke prati hamari puri shraddha hai. Yeh show achhi niyat se banaya gaya hai, aur kisi bhi company ka apmaan karne ka iska uddeshya nahi hai. Yadi kisi company ko apni kahani ke prastav se koi aapatti ho, toh hum unki chintaon ko dhyan se sunne aur zarurat padne par content ko sudharne ya hataane ke liye taiyaar hain.

    See omnystudio.com/listener for privacy information.

    Más Menos
    29 m
Todavía no hay opiniones